Best Online Payment Apps in 2020 (india)

Aaj se 5 saal pehle cash se sab payment hoti thi and only 4-5% hi online payment hoti hogi. But aaj 2020 me 80% payment online hoti hai. Or dheere dheere yeh badhati hi ja rahi hai, Jab se hamari sarkar ne digital india ko promote karna shuru kia hai. Ab log apne mobile phone se hi badi aasani se len-den kar rahe hai. Ab logo ko online payment ki knowledge ho gayi hai, but dekha jaye to wo online payment ke parti itne aware nahi hai. Aaj internet par bahut se payment karne wale app available hai, jinhe log bina samjhe hi use kar rhe hai. Kahi wo app ki personal information na chura le and kahi aapka paisa lekar na bhag jaaye, islia aaj hum best online payment apps ki baat karege jo india me popular and trustable hai.

List of trusted online payment apps

Aaj me aapko jo app btauga wo 100% free and trustable hai. Yeh sabhi app government se approved hai and bahit jayada secure bhi.
  1. Paytm
  2. Amazon pay
  3. Phonepe
  4. Google pay(Tez)
  5. FreeCharge
Yeh upar sabhi private app hai. Inke alava aap apni Bank ka official apps ko bhi online payment ke liye use kar sakte ho.
  1. PNB
  2. SBI
  3. HDFC
  4. AXIS BANK
  5. CANARA BANK ETC.
Apka koi bhi bank ho uska ek official app hota hai us se aap online payment badi asani se kar paoge.

Online payment kaise kare?

Online payment karne ke liye aapke bahut kuchh hone ki jarurat nahi hai bus aapke pass ek smartphone hona chahia and internet chal raha ho.
In sab ke baad aapko apne phone me koi bhi online payment app ko install karna hai, or apna mobile number register karna hota hai. Jo aap number register kar rahe ho wo number apki bank me bhi register hona chahia or bank me NetBanking chalu honi chahia. Jab aap app me register ho jaoge to aap us app se payment kar paoge.

Comments